Miss you


Kuch pal ki khushi thi
Bhiga le gaye wo barish
Asman ko rok na paye hum
Khudgarji wali koushish

Aanjan thi wo hamara
Kuch mitha sapna tha
Tufanou ki takat na samjo
Bite houe kal ki fikar tha

Anjan tha wo rista bhi
Jiska koi wajud nahi
Sapna to sapna hi hai akhir
Khulke jine ka koi haak nahi

Sayed log usshe payer kahte hai
Jinmain sapno ka jaahan chalta hai
Milta to hai usshe hi manjil
Jo kuch chinnna sikha hai

Aapna to aadat hi bekar hai
Bina kuch mange payer jo kar betha
Sapno ki leher ko kaise roku
Bada sa ek galti jo kar betha

Maf karna hume wo sapno ki rani
Kush raho tum yeahi dua hamari
Mere liya to tum hi ho aakhri
Yeahi samat mere payer ki kahani.

- Aadi

Comments